東京外国語大学言語モジュール

ウルドゥー語発音
پاکستان کہاں واقع ہے؟pākistān kahāṇ wāqē hai?
پاکستان ایشیا میں واقع ہے۔pākistān ēšiyā mēṇ wāqē hai.
ایشیا میں کہاں ہے؟ēšiyā mēṇ kahāṇ hai?
جنوبی ایشیا میں واقع ہے۔junūbī ēšiyā mēṇ wāqē hai.
پاکستان کے شمال میں کون سا ملک ہے؟pākistān kē šimāl mēṇ kaun sā mulk hai?
پاکستان کے شمال میں چین ہے۔pākistān kē šimāl mēṇ cīn hai.
اور مشرق میں ہندوستان، اورمغرب میں ایران اور افغانستان ہیں۔aur mašriq mēṇ hindustān, aur mağrib mēṇ īrān aur afğānistān haiṇ.
پاکستان کا سب سے بڑا شہر کہاں ہے؟pākistān kā sab sē baṛā šahar kahāṇ hai?
پاکستان کا سب سے بڑا شہر کراچی سندھ میں ہے۔pākistān kā sab sē baṛā šahar karācī sindh mēṇ hai.
اور پاکستان کا دارالحکومت کہاں ہے؟aur pākistān kā dārulhukūmat kahāṇ hai?
دارالحکومت اسلام آباد پنجاب کی سرحد پر ہے۔dārulhukūmat islāmābād panjāb kī sarhad par hai.